Hamaaree website ko kisee any bhaasha mein kaise dikhaana hai

How to add Google Language translator widget on your website very easily…..!

Dosto ab hum badi asani se hamari Website ko dusare kisi bhi language me convert kar sakate hain Google Language translatorki help se.

 

What is Google Language translator..?
-Google translate ek aisa widget hain ki hum esaki help se hamari website ko duniya ke kisi bhi language me badi asani se convert kar sakate hain.
For example:-Agar hamari website Hindi language me hain aur hamare users ko english language chahiye to user Google Language translator ki help se badi asani convert kar dega. 

Agar apko es blog post me samaj me nahi aaya to aap uper ke video ko bhi dekh sakate ho.Video me maine full process show ki hain.

Google Language translator me almost sabhi language hain.To aap Google Language translator widget lagane se pahle khud apani website convert kar ke dekho ki apane website ka jo content hain woh sahi se convert ho raha hain ya nahi.

Dosto mai niche step by step screenshot de raha hu.check kar lo. 


Step1:

Step3:


Step4:


Step5:

Step6:

Step7:

Step8:

Step9:

Step10:

Step11:

Step12:

Uper ke Sabhi sreenshot me maine step by step proecess show ki hain agar apko
screenshot samaj me nahi aaye to uper ke video ko dekh lo. 

Note:-Click on screenshot for zoom

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *