PANCARD ke naam aur number ko PAN number se kaise verify karen

Dosto agar aap apana PAN Card verify karna chahte ho to es post ko pura pade. Es post mai maine bataya hai ki hum apanPAN card details kaise verify kar sakate hai.
Sabase pahle to apko ek website open karni padegi.Us website ka link mai niche de raha hu.
PAN card details.
Dosto es website ko maine khud used kiya hai.Aap eska video bhi dekh sakate ho.Yeh website bilkul free mai apka Pan card details dikhati hai.Aapse konse bhi type ka charge nahi leti.Maine video ki link niche di hai.




Simple Login and Registration Form in html and css

How to link Bank Account with Paytm BHIM UPI after new Update

hamaaree website ko kisee any bhaashameinkaisedikhaana hai

Here is the video:-


Dosto es website help se badi asani apan PAN details verify kar sakte ho.Aapko khali apan PAN number dalna hai,usake bad yeh website apko apna Pan number and name dikha ye gi to aap apne Pan card se use check kar sakte ho.

Note: Click on screenshot to zoom

To ab hum website ke bare mai jaan le te hai.Sabse pahle to apko website ka url dalna padega Google mai.

Website open hone ke baad kuch es tarah dikhati hai website..

 

Website open hone ke baad aap PAN number aur Captcha enter kijiye.

Usake baad aap apane Pan card se aapka name aur Pan card number verify kijiye.



aap uper ke Hints ko bhi pad li ji ye.





Note:- This post is in Hindi

Thank You…..!



Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *